Koi khushi anjani si
jab milti hai to lagta hai
koi khab adhura sa
pura hota dikhta hai
sayad koi khayalo par
kabij hota dikhta hai
bhuje hue charagon se bhi
andhera mit- ta dikhta hai
koi khushi anjani si
jab milti hai to lagta hai
koi khab adhura sa
pura hota dikhta hai
jab us suraj ko,,
main dekha karta hun
tab har ghadi apne dil se,,
main yahi phucha karta hun
kya tu mera suraj hai………..kya tu mera ujala hai
jo is andhi duniya mein mera ek savera hai………
koi khushi anjani si
jab milti hai to lagta hai
koi khab adhura sa
pura hota dikhta hai………

koi  khushi anjani si
jab milti hai to lagta hai
koi khab adhura sa
pura hota dikhta hai
sayad koi khayalo par
kabij hota dikhta hai
bhuje hue charagon se bhi
andhera mit- ta dikhta hai
koi khushi anjani si
jab milti hai to lagta hai
koi khab adhura sa
 pura hota dikhta hai
jab us suraj ko,,
 main dekha karta hun
tab har ghadi apne dil se,,
 main yahi phucha karta hun
kya tu mera suraj hai………..kya tu mera ujala hai
jo is andhi duniya mein mera ek savera hai………
koi khushi anjani si
 jab milti hai to lagta hai
koi khab adhura sa
 pura hota dikhta hai………

4
Liked it
Comments (1)
Leave a Comment

Hi there!

Hello! Welcome to Authspot, the spot for creative writing.
Read some stories and poems, and be sure to subscribe to our feed!

Find the Spot

Loading